Header Ads Widget

Raksa'n hai tu nagmaat e fawaahish pe musalma'n | Beautiful Naat Lyrics | most beautiful naat in urdu / hindi | fayyaz Misbahi | Sunni Muslim

 

 Beautiful Naat Lyrics | New Naat Lyrics | Naat Lyrics



Dil dekh ke roota hai millat ki aseeri - Naat Lyrics


Raksa'n hai tu nagmaat e fawaahish pe musalma'n farmaan e mohmmad se teri haay ye doori muh fer liya apne khuda apne nabi se fir kyo na muqaddar me ho gairo ki huzoori jis kaum se sikhi hai zamane ne qayadat us kaum me ab dikhti hai qayad ki faqiri bas naam ka rishta hai bacha apne salaf se na faqr ki daulat na qana'at ki ameeri gairo ki saqafat me muqayyad hai , magar khush dil dekh ke rota hai ye milllat ki aseeri maazi ki tarah kuchh bhi bacha hi nahi Fayyaz
na rushd o hidayad na iraadat na hi peeri

- Mohammad Fayyaz Misbahi




دل دیکھ کے روتا ہے یہ ملّت کی اسیری 


رقصاں ہیں تو نگماتِ فواحش پہ مسلماں 

فرمان محمّد سے تری ہائے ! یہ دوری


منہ پھیر  لیا اپنے خُدا،  اپنے  نبی  سے

پھر کیوں نہ مُقدر میں ہو غیروں کی حضوری


جِس قوم سے سیکھی ہے زمانے نے قیادت

اُس قوم میں اب دکھتی ہے قائد کی فقیری


بس نام کا رشتہ ہے بچا اپنے سلف سے

نہ فقر کی دولت، نہ قناعت کی امیری


غیروں کی ثقافت میں مقیّد ہے ،مگر خوش

دل دیکھ کے روتا ہے یہ ملّت کی اسیری


ماضی  کی طرح کچھ بھی بچا ہی نہیں فیاض

نہ رشد و ہدایت نہ ارادت نہ ہی  پیری

  محمّد فیاض رضوی الہ آبادی




 OUR BEST COLLECTIONS - इसे ज़रूर पढ़े


  1. Duniya se koi aas lagayi na jayegi ( NEW )
  2. Hai ilmo hunar aur hikmat ka ievan hamara ashrafiya NEW )
  3. Har taraf anwar chaye , apka milad hai NEW )
  4. Haq ki sada ho haq ka ho ailan ya hussain NEW )
  5. Ishq kya hai ? - beautiful naat NEW )
  6. Ishqo wafa ka arfa minara taje shariyat taje shariyat NEW )
  7. Mohammad naam hai jinka mera tan , man mera dhan hai NEW )
  8. TAZMEEN - Unse gafil ye dil hua na kare NEW )


OUR TOP RATED - NAAT LYRICS 


  1. Aa gaye aa gaye musatafa aa gaye naat lyrics
  2. Ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu naat lyrics 
  3. Aa jaye bulawa mujhe aaqa tere dar se naat lyrics
  4. Bekhud kiye dete hai naat lyrics
  5. Barvi ka chand aaya naat lyrics 
  6. Bahare ja fiza tum ho naat lyrics



Post a Comment

0 Comments