Header Ads Widget

Masayib me bhi lab mahve sana ho naat lyrics - most beautiful naat in urdu / hindi - fayyaz misbahi

   

 Beautiful Naat Lyrics | New Naat Lyrics | Naat Lyrics



Masayib me bhi lab mahve sana ho - Naat Lyrics


Meri jab koi tujhse jab iltija ho
----------------------------------------------------

Masayib me bhi lab mahve sana ho
Meri Rag Rag me yu'n shukre khuda ho

Farishte bhi kahe'n ameen maula!
Meri jab koi tujhse iltija ho 

ye dil , rooh-o-khirad jaan-o-takhayyul
Teri ek zaat par sab kuchh fana ho 

Mera bhi naam tere Ashiqo'n me'n
Baroze hashr jab aau'n likha ho 

Mai yaksar bhool jau'n sari duniya 
Sar e man bandagi me jab jhuka ho 

Teri hi yaad ki bas hook uthhe 
ye dil duniya ki bandish se juda ho

Nigahe'n fer lun'n har hushn se mai
tere didar ka aisa nasha ho 

tere fayyaz ki marzi khudaya !
wahi ho jo faqat teri raza ho




مصاءب میں بھی لب محوِ ثناء ہو


مری جب کوئی تجھ سے التجا ہو 

---------------------------------------

مصاءب میں بھی لب محوِ ثناء ہو 

مری رگ رگ میں یوں شکرِ خدا ہو 


!فرشتے بھی کہیں آمین مولی 

مری جب کوئی تجھ سے التجا ہو 


یہ دل،روح و خرد، جان و تخیل

تری اک ذات پر سب کچھ فنا ہو 


مرا بھی نام تیرے عاشقوں میں 

بروز  حشر جب آؤں،لکھا ہو


 میں یکسر بھول جاؤں ساری دنیا 

 ‏سرِ من بندگی میں جب جھکا ہو

 

  تری ہی یاد کی بس ہوک اُٹھے

  ‏ یہ دل دنیا کی بندش سے جدا ہو 


نگاہیں پھیر لوں ہر حُسن سے میں 

ترے  دیدار کا  ایسا نشہ ہو 


ترے فیّاض کی مرضی خدایا !

وہی ہو جو فقط تیری رضا ہو 

    

  محمّد فیاض رضوی الہ آبادی




 OUR BEST COLLECTIONS - इसे ज़रूर पढ़े


  1. Duniya se koi aas lagayi na jayegi ( NEW )
  2. Hai ilmo hunar aur hikmat ka ievan hamara ashrafiya ( NEW )
  3. Har taraf anwar chaye , apka milad hai ( NEW )
  4. Haq ki sada ho haq ka ho ailan ya hussain ( NEW )
  5. Ishq kya hai ? - beautiful naat ( NEW )
  6. Ishqo wafa ka arfa minara taje shariyat taje shariyat ( NEW )
  7. Mohammad naam hai jinka mera tan , man mera dhan hai ( NEW )
  8. TAZMEEN - Unse gafil ye dil hua na kare ( NEW )


OUR TOP RATED - NAAT LYRICS 


  1. Aa gaye aa gaye musatafa aa gaye naat lyrics
  2. Ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu naat lyrics 
  3. Aa jaye bulawa mujhe aaqa tere dar se naat lyrics
  4. Bekhud kiye dete hai naat lyrics
  5. Barvi ka chand aaya naat lyrics 
  6. Bahare ja fiza tum ho naat lyrics



Post a Comment

0 Comments