Header Ads Widget

New naat 2022 | Beautiful naat 2022 | Huzoor Aap ke Dar ka Mein adna gada hoon | zohaib ashrafi naat

  

 Beautiful Naat Lyrics | New Naat 2022 | Naat Lyrics



Huzoor aapke dar ka mai adna gada hoon - Naat Lyrics


Huzoor Aap ke Dar ka Mein adna gada hoon
Mere dam mein Aaqa ye dam Aapka hai
Huzoor Aap ke tukdon par jee raha hoon
Mein kuchh bhi nahin hoon Karam Aap ka hai

Mein sab se bura hoon Mein ye maantaa hoon
Huzoor Aapka hoon yahi jaantaa hoon
Bada Naaz hai Mujko Mere Mustafa par
Ataa jo kiya hai Bharam Aapka hai

Falak kyun hai roshan zaraa ye to socho
Zameen kyun hai roshan zaraa ye to samjo
Wahaan par bhi Aaqa Qadam aap ka hai
Yahan par bhi Aaqa Qadam Aap ka hai 

Ye Quraan Rab ne Jo naazil kiya hai
Huzoor Aap ka hi qaseeda likha hai
Khuda keh raha hai Habeebe Khuda se
Ye Lauh bhi Tumhari Qalam Aap ka hai

Yehi kab se Ahmed Meri justaju hai
Yehi to sadaa se Meri Aarzu hai
Meri Rooh nikle Usi Raaste par
Jahaan par bhi Nakshe Qadam Aapka hai

Huzoor Aap ke Dar ka Mein adna gada hoon
Mere dam mein Aaqa ye dam Aapka hai  


हुज़ूर आपके दर का मैं अदना गदा हूँ - नात 2022


हुज़ूर आपके दर का मैं अदना गदा हूँ

मेरे दम में आक़ा ये दम आपका है

हुज़ूर आपके टुकड़ों पर जी रहा हूँ

मैं कुछ भी नहीं हूँ करम आपका है


मैं सबसे बुरा हूँ में ये मानता हूँ

हुज़ूर आपका हूँ यही जनता हूँ

बड़ा नाज़ है मुझको मेरे मुस्तफा पर

अता जो किया है भरम आपका है


फलक है इक रोशन ज़रा ये तो सोचो

ज़माना है रोशन ज़रा ये तो समझो 

यहाँ पर भी आक़ा क़दम आपका है

वहां पर भी आक़ा क़दम आपका है


ये क़ुरआन रब ने जो नाज़िल किया है

हुज़ूर आपका ही क़सीदा लिखा है

खुदा कह रहा है हबीबे खुदा से

ये लोह भी तुम्हारी , क़लम आपका है


यही कब से अहमद मेरी जुस्तजू है

यही तो सदा से मेरी आरज़ू है

मेरी रूह निकले उसी रास्ते पर

जहाँ पर भी नक़्शे क़दम आपका है


हुज़ूर आपके दर का में अदना गदा हूँ

मेरे दम में आक़ा ये दम आपका है




 OUR BEST COLLECTIONS - इसे ज़रूर पढ़े


  1. Duniya se koi aas lagayi na jayegi ( NEW )
  2. Hai ilmo hunar aur hikmat ka ievan hamara ashrafiya ( NEW )
  3. Har taraf anwar chaye , apka milad hai ( NEW )
  4. Haq ki sada ho haq ka ho ailan ya hussain ( NEW )
  5. Ishq kya hai ? - beautiful naat ( NEW )
  6. Ishqo wafa ka arfa minara taje shariyat taje shariyat ( NEW )
  7. Mohammad naam hai jinka mera tan , man mera dhan hai ( NEW )
  8. TAZMEEN - Unse gafil ye dil hua na kare ( NEW )


OUR TOP RATED - NAAT LYRICS 


  1. Aa gaye aa gaye musatafa aa gaye naat lyrics
  2. Ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu naat lyrics 
  3. Aa jaye bulawa mujhe aaqa tere dar se naat lyrics
  4. Bekhud kiye dete hai naat lyrics
  5. Barvi ka chand aaya naat lyrics 
  6. Bahare ja fiza tum ho naat lyrics



Post a Comment

0 Comments