Beautiful Naat Lyrics | New Naat Lyrics | Naat Lyrics
Aadha idhar Aadha udhar - Naat Lyrics
Dang Hai Sab Dekh Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Hogaya Pal Me Qamar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Chand Hi Kya Aasma(N) Ko Bhi Agar Kehte Huzroor
Woh Bhi Girta Toot Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Aala Hazrat Ke Gulamo Se Ulajh Na Chod Do
Fekh Denge Kaatkar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Jab Raza Ki Uth Gayi Talwar Toh Fir Kya Hua
Hogaya Najdi Ka Sar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Ek Taraf Makke Ki Sarhad Ek Taraf Sheher E Nabi
Kash Hota Mera Ghar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Dushmanane Mustafa Ko Dekh Lena Pul Siraat
Daal Dega Kaat Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar
OUR BEST COLLECTIONS - इसे ज़रूर पढ़े
- Duniya se koi aas lagayi na jayegi ( NEW )
- Hai ilmo hunar aur hikmat ka ievan hamara ashrafiya ( NEW )
- Har taraf anwar chaye , apka milad hai ( NEW )
- Haq ki sada ho haq ka ho ailan ya hussain ( NEW )
- Ishq kya hai ? - beautiful naat ( NEW )
- Ishqo wafa ka arfa minara taje shariyat taje shariyat ( NEW )
- Mohammad naam hai jinka mera tan , man mera dhan hai ( NEW )
- TAZMEEN - Unse gafil ye dil hua na kare ( NEW )
OUR TOP RATED - NAAT LYRICS
- Aa gaye aa gaye musatafa aa gaye naat lyrics
- Ab to bas ek hi dhun hai ki madina dekhu naat lyrics
- Aa jaye bulawa mujhe aaqa tere dar se naat lyrics
- Bekhud kiye dete hai naat lyrics
- Barvi ka chand aaya naat lyrics
- Bahare ja fiza tum ho naat lyrics
0 Comments